Mohabbat Ke Mayne Humse Kya Puchte HoMohabbat ke mayne humse kya puchte hoHum in batoon se anjaan hainBus ek gujarish hai ki bhool naa jaana humeKyonki tumhara pyaar hi hamari jaan hai
Uski Nazar Ko Fursat Hi Na Mili HogiUski nazar ko fursat hi na mili hogiVarna mera marz itna la-ilaaj to na thaHumne to wahan bhi mohabbat hi keeJahan mohabbat ka koi riwaaz na tha
Ik Lafz-e-Mohabbat Ka Adnaa Ye Fasaana HaiIk lafz-e-mohabbat ka adnaa ye fasaana haiSimte to dil-e-aashiq phaile to zamaana hai
Mohabbat Ki Raahon Ka Anzaam Yahi HaiMohabbat ki raahon ka anzaam yahi haiGham ko apna lo bas paigam yahi haiIs sahar mein mohabbat dhunde na milegiHaan bewafaon ka toh elaan yahi hai
Mohabbat Shayari, Ek Mohabbat HaiEk mohabbat hai aur uss ki ek nishani haiEk dil hai jaise koi haweli purani haiSafar raat ka hai aur raat bhi tufani haiSamandar hi samandar hai, kashti bhi doob jani haiIbteda-e-ishq se inteha-e-ishq takMain hi thi bewafa aur maine hi wafa nibhani haiMain laut aai hun manzil ko dekh karYahan to yaadon ki weerani hi weerani haiYeh intezaar khatam kyun nahin hota kis se puchunKya koi manzil mera muqadar haiYa yahi meri adhoori kahani hai